HOW TO USE TWO TEZ ACCOUNT IN ONE ACCOUNT

Hello dosto agar aap chahte hai ki aap apne mobile me do tez account ek sath chalaye to aaj ka din aap k liye hi hai aur ye post v to chaliye jante hai ki kese use kare ek hi mobile me kese do tez account chalaye aur jyada se jyada erning kare..

1.Agar aap chahte ho ki aap ek hi sath do tez account chalaye to is k liye aap k pass do bank account hone chahiye aur do momile numbers hone chaiye
#rehanbabu060

Aap meri video me v dekh skte hai bas is link me click kare https://youtu.be/49x47uva91o
jisse aapko aur asani hogi ab chaliye next step ki aur badhte hai. Ek baar mere chennal me jarur visit kare.

2. Ab aako karna ye hai ki play store me ja k ek app download karni hogi is app ka name hai parelell space. Apko play store me search karna hai parellal space aur install kar le.

3.  Is k baad aap is ap ko open kare aur satrt now pe select kare.

4.  Is k baad aap isme tez ko select kare aur uska clone bana le baki k sare app ko uncheck kar de nahi to sab k clone ban jayenge aap sirf Tez ko select kar k clone bana le.

5. Ab aap Tez ko open kare aur ek permission magenge to usme allow me click kar dena hai.

6.  Iske baad apka application  ope ho jayega
  aur kuchh is tarah dikhega.




7.  Ab aapko isme apna language select karna
hai fir right side k corner me jo > sine me click 
kare.


8.  Ab aap apna number dale aur fir se >  me click
    kare aur is k baad aap agle page pe chal jayenge.


9.  Ab aap se apka email id mangi jayegi to
apni email id aur pasword daal k apna email
varifie kar leni hai. aur google terms ko i agree 
  me click  kare


10.  Ab aap k same kuchh aisa page
        khulega ao aapko continoue me
        click kare aapka Tez aacount open
       ho jayega.


To friends aapko meri post kesi lagi jaur bataye aur mere youtube channel me v jarur visit kare bas youtube me rehan babu search kare sabse first mera hi chennal khulega ya is link me click kare
thank for it.


Comments

Popular Posts